Husn o Jamal poetry- Urdu Poetry
Husn Poetry has always been the best topic to write. Poets mostly used to write on this Husn Poetry. Husn Poetry is always enjoyable in reading in fact. People love to read this topic.
People read Love Urdu and Hindi Shayari with great passion we have many good poets,. who wrote excellent Love Urdu poetry status. if we look at Love Urdu poetry read and write in our culture. we are going to share with you Sad Urdu Shayari – Khushbo Urdu Poetry. Read the best Sad Urdu Shayari largest collection by categories like love shairy,Â
If you are looking for something other then Love Urdu poetry, so tell us about your choice, so we will upload it here for your choice.
Husn Poetry
Mujh Sey Chupna Tujhe Zeba Nahee Ay Paikar e Husn
Main Muhabbat He Muhabbat Hun, Muhabbat Ki Qasam
Husn Mohtat Ho Gya Uss Din
Ishq Touqeer Kho Gyaa Uss Din
Abh Husn Ka Rutba Aali Hai , Abh Husn Sey Sehra Hali Hai
Chal Basti Main BAnjara BAn, Chal Nagri Main Sodagar Ho
Pyar Tha, Muhabbat The, Ishq Tha,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,Husn Tha , Ada Thi
Sab Kch Tha Uss Shakhs Main, Bas Ik Wafa Hoti To Muhabbat Ki Inteha Hoti
Husn Waloo Sey To Achy             Ham “Fouji” Hain
Apni Zindagi Sey Khailty Hain, Kisi Ki Zindagi Sey Nahee
Char Din Ki Jawani Hai Husn Pay Naz Na Kar
Tor Kar Kisi Ka Dil Khuda Ko Naraz Naa Kar..
Yahan Husn Tamam Huwa
Yahan Sey Aghaaaz e Wafa Hai
Teri Muhabbat Hayat Ko Likhoon Kis Ghazal K Naam
Tera Husn Bhee JAan Lewa, Teri Sadgi Bhee Kamal Hai
Haey Yeh Husn waly Log!!
Kulu Nafsin Zaiqat ul Mout
Aap K Husn e Takalum Pay Main Qurbaan Magar
Khush Kalami Sey Udasi Nahee Jany Wali…………
Shanbahl Aey Bint e Hawa Apny Shokh Mizaaj Ko,,,,,,,,,,
Ham Ney Sare BAzar Husn Ko Neelam Hoty Daikha Hai
Husn Par Uss K Nukta Chee’n He Rahy
Tha Tbiyt Main Ijtehaaad Bohat………….
Main Ney Gham e Hayta Main Tujh Ko Bula Diya
Husn Wafa Shu’aaar, Bohat Be Wafa Hun Main…..
Faqat Iss Shoq Main Poochi Hain Hazaroo Batain
Main Tera Husn Tery Husn e Bayaa’n tak Daikhun
Ishq Krny MAin Aik Kharabi Hai
Husn Auqaat Main Nahee Rehta
Husn Waly Jbh Torty Hain Dil Kisi Ka
bari Sadgi Sey Kehty Hain, Majboor Thy Ham
Wo Jo Khud Ko Husn e Hoor Samajh Baithy Hain
Janta Kon Tha Unhain Hamri Muhabbat Sey pehly
Mery Gaoo’n Ka Husn Mat Poocho
Chand Kachy Makaan Main Rehta Hai
Noor Zulmaat Main Nahee Rehta
Din Kbheee Rat Main nahee Rehta
Ishq Krny Main Aik Kharabi Hai
Husn Auqat Main Nahee Rehta
Husn Main Afree’n Lagti Ho
Qad Main Bhee 5Â Â 3 LAgti Ho
Jabh Pehanti Ho Surkh Rang Libas
Tbh Bala Ki Haseen Lagti Ho
Laboon Ki Guftugu Nahee Bas Door Ka Kalam Acha hai
Husn Waloo Sey Bas Door ka Salam Acha Hai……………..
Hamen To Un Ki Sadgi Ly Doobi
Husn Kia Hota HAi, Mera Khuda Jany
Dhanp Rahee The Wo Khud Ko Aanchal Sey Bar Bar
Bhala Rat Chupa Sakti Hai Kbhee Chand Ka Husn……..
Na Ashnaaey Husn Ko Kia Aitabaar e Ishq
Andhooon K Agy Baith k Roya Na Kijiyeee
Husn Ka Aik War Seh Na Saka
Doob Marny Ki Bat Hai, Aey Dil
      Muhabbat K Bazar MAin Husn Ki Zaroorat Nahee
                        Dil Jis Pay Aaa Jaey Wo Sb Sey Haseen Lagta Hai…
Tu Apni Sanwali Rangat Pay Ho Chali Hai Udass
Zawal e Husn Ki Wehshat kisi Haseeen Sey Pooch
Kon Sood o Zaya’n Ki duniya Main
Dard e Ghurbat KA Sath Deta Hai
Jabh Muqabil Hoon Ishq Or Dolat
Husn Dolat Ka Sath Deta Hai
 Husn Ty Aida Maan Naa kar,   Bhully Shah
                        Asaa’n Sarkaaa’n Ty Ruldy Nawab Waikhy…….
Khuda Kary …………..K Tery Husn Ko Zawal Naa Ho
Main Chahti Hun, Tujhe Younhee Umar Bhar Daikhun
Dil Uss Sey Nahee Lagana Jisy Apny Husn Par Ghuroor Ho
Dil Uss Sey Lagana Jissy Muhabbat Samajhny Ka Sha’ooor Ho
                       Nigahe Shouq Ko Yaraaey Sair o Deed Kahan
                  Jo Saath Saath Tajaaali e Husn e Yaar Naa Ho
Wo Ghazal Kia Jo Gham e Ishq Sey Mansoob Na Ho
Shair Kia Jis Ko Tery Husn Ki Taaaaed Nahee………
Mehfil e Husn Thi………………..Mekhana Tha Saqi Ka
Shairi Urooj Par Pohanchii To Samny Raqeeb Aaa Baithy
 Kch Naee Bat NAhee husn pay Aaana Dil Ka
Mashgala hai Yeh Nahayat Hi Purana Dil Ka
Chand Eid Ka DIlkash Hai, Manta Hun
Husn e Jaanaa’n Sey Magar Haar Jaey Ga
Rang o Khushboo K Husn o Khoobi K
Tum Sey Thy Jitny Istaaa’aary Thy
Tery Karam Sey Ay Alam Husn Aafree’nÂ
Dil Ban Gya Hai Dost Ki Khalwat Kbhi Kbhi
Bakhsha Hai Ajab Shouq Ney Yeh Husn e Samaa’aat
Dil Ny Teri Awaaz Suni, Kaan Sey Pehly
Jahan e Husn Main Do He To Bas Hawaly Hain
Teri Kalaai Ya Kangan Teri Kalaaai Ka
Taab e Yak Lehza Kahan Husn e Junoo’n Khaiz K Baish
Saans Leny Sey Tawajoh Main Halal Parta Hai
Tum Bht Jazib o Jameel Sahee
Zindagi Jazib o Jameel Nahee
Mat Kro Behas Har Jao Ge
Husn Itni Bari Daleel Nahee
→  Pazeb Poetry
→  Jaun Aliya Urdu Poetry
→  Urdu and Hindi Poetry Books