Urdu Shayari – Khushboo Urdu Poetry
People read Urdu and Hindi Shayari with great passion we have many good poets,. who wrote excellent Urdu poetry. if we look at Urdu poetry read and write in our culture. we are going to share with you Urdu Shayari – Khushbo Urdu Poetry. Read the best Urdu Shayari largest collection by categories like love shairy, sad Poetry…
Utar Rahee Hain Ajab Khusbooen Rag-o-Py Main
Yeh Kis Ko Choo Key Mey Shehar Main Saba Aii Ha….
Teri Khushboo sey Phool Khilty Hain…
Daikhnaa Bhee Khumar Deta Hai…
Main To Khusboo Hun…….
Hawaoon Main Bikhar Jaoon Ge…..
Jis Phool Main Khushboo Nahee Ussy Haar Bana Kr Kia Krna
Jis Dost Main Wafa Nahee Ussy Yaar Bana Kr Kia Krna.
Tu Bolta Hai To Khushboo Bikharny Lagti Hai.
Or Aisy Hont Kisi Ko Ata Hwey Hee Nahee.
Gharoo’n Ko Bhrna Tha Qudrat Ney Rang-o-Khushboo Sey
Kaheen Pey Phool Kaheen Baitiyaan Banana Parii..
Teri Khushboo Nahee Milti Tera Lehja Nahee Milta
Hamen To Shehar Main koi Tery Jeca Nahee Milta…
Khushboo Jesy Log Hain Hum…
Bas Bikhry Bikhry Rehty Hain…
Khushboo Jesy Log Hain Hum…
Bas Bikhry Bikhry Rehty Hain…
Udass Bey Kul Hazaa’n Ka Mosam , Hamary Dil Main Utar Chuka Hai
Hmary Qehqahoon Ka, Khushboo’on Ka,Wo Dor Kb Ka Guzr Chuka Hai
Purany Khat Hain, Daraz Adhe Khuli Hui Hai
Hawa K Andar Kisi Ki Khushboo Ghulii Hui Hai
Main Kitni Mushkil Sey Khud Ko Acha Bana Raha Hun
Magar Muhabbat….!  Bigarny Par Tulii Hui Hai
Phool To Har Rang K Mil Jaen Gain Tumhain
Magar Har Rang Sey Khusbhoo Hamari Nahee Aey Gii
Mosam-e-Gul Sey Meri Jaan.. Hamen Kia Lena
Teri Sansain, Teri Khushboo, Teri Awaz Rahy
Saleeqy Sey Hawaoon Main Jo Khushboo Ghol Skty Hain
Abi Kuch Log Baqi Hain Jo Urdu Bol Skty Hain…
Dil Ki Darkhan K Jaa’n Sey Atii Hai…
Un Ki Khusboo Kahan Sey Atii Hai….
Phool Sey Khushboo Chura Skty Ho
Kia Tum Mera Sabar Azma Skty Ho?
Shaerii, Awargii, Khushboo, Wafa, Lazat, Sharab
Mukhtalif Shakloo Main Admi Ko Aurat Chahiyee…
Phool Sey Khushboo Chura Skty Ho
Kia Tum Mera Sabar Azma Skty Ho?
Jis Sey Qaim Rahy Dono Ki Ana
Aica Koi Hukam Farma Skty Ho Tum?
→  Urdu and Hindi Poetry Books