December Poetry- Urdu Poetry

December Poetry- Urdu Poetry

December Poetry

Urdu Shayari – December Urdu Poetry

People read Sad Urdu and Hindi Shayari with great passion we have many good poets,. who wrote excellent  Sad Urdu poetry. if we look at sad Urdu poetry read and write in our culture. we are going to share with you Sad Urdu Shayari – Khushbo Urdu Poetry. Read the best Sad Urdu Shayari largest collection by categories like love shairy, sad Poetry…

 

Ghalat Fehmi Ki Barfeeli Hawaaen Jab Chalti hain

Muhabbat K Dareechoo’n Main December Teharr Jata Hai

 

Bari Be Ronaq Guzar Rahee Hain December Ki Shamain

Halaa’nky Teri di Hui Shawal Bhee Oorhee Main Ney

 

In Dinu Taluq Thora Mazboot Rakhna

Suna Hai December K Bichry Kabhee Nahee Milty

 

Bikharty Rbtoo Ka Hai, Bicharty rastoo’n Ka Hai

December Naam Hai Jis Ka, Maheena Hadsoo’n Ka Hai

 

Loat Aya Hai waqt December Ka Pehlu Pakar Kar

Or Phr Wo Ydaain, Wo Ratain Or Wo Rona Hamaara

 

Thandi Hawaen Chal Pari Hain Hamary Weerany Main

Andaz bara Zalim hai December Tery Jaanny Ka

 

Yehee Ik Baat December Ki Bht Khas Lagti Hai

Agar Jazbaat Thandy Hoon To phr Bhee Pyass Lagti Hai

 

Sunehri Shaam, Dhalty Saey

Thanda December, garam Chaey

 

Yadoo’n i Shawal Oorh K Awaara Gardiyaan

Youn Bhee Kaati Hain Hm Ney Decemebr Ki Sardiyaaan

 

Bin Tery Kainaat Ka Manzar

Ik December Ki Shaam Ho jecy

Dard Tehra Hai Aa K Youn Dil Main

Omar Bhar Ka Qayaam Ho jecy

 

Purani Aadat Hai Meri……….!

Decemebr Main Jagty Rehna

 

December Ki Sard Ratoo Main, Laga Kar Taik Tkiye Sey

Yehee Hai Mashgala Apna, Usy Bas Sochty Rehna

 

Jabh Sey Tu Chor Kr Gaya Mujh Ko

Tabh Sey Mujh Sey Khafa December Hai

mujh Ko Tanhai Maar Dey Na Kheen

Yaar Tu loat Aaa, Decemeber Hai

 

Teri Yadoon Ki Garam Saan’soon Sey

Aaj Kitna lAra December Hai

Chor Baqir Tu Dunya Daarri Ko

Yaar Ko Jaa Mana, December Hai

 

Mujhe Abh FArq Nahee Parta , December Beet Jany Sey

Udassi Meri Fitrat Hai, Issy Mosam Sey Kia Mtlab

 

December Ki ratoo’n Main Jo Sard Hawaen Aaati Hain

Gurbat K Maroo Raqsaa’n  Qazaaen Aaati Hain

 

 

→   Urdu and Hindi Poetry Books

Leave a Comment