Urdu Shayari

Jahagher e Islam | Kashmir day Shayari | Kashmir Solidarity Day Ghazal

Jahagher e Islam  Urdu Ghazal by Quratul-Ain Leghari

Jahagher e Islam by Quratul-Ain Leghari

Jahagher e Islam by Quratul-Ain Leghari

Kashmir Solidarity Day ( یوم یکجہتی کشمیر‎), or Kashmir Day, is a national holiday in Pakistan and furthermore saw by Kashmiri separatists on 5 February every year. It is in recognition of Pakistan’s help of and solidarity with the individuals of Indian-regulated Kashmir, the separatists’ endeavors to withdraw from India and to honor the Kashmiris who have kicked the bucket in the conflict. solidarity rallies are held in Pakistan-controlled Azad Kashmir and by certain individuals from the Mirpuri diaspora.

یہ وادیء کشمیر ہے

یہ  جنت نظیر  ہے

یہ وادی میری تقدیر ہے

کیونکہ یہ میری جاگیر ہے

یہ میرے خوابوں کی تعبیر ہے

اسی سے ہی تو زندہ میرا ضمیر ہے

یہ میرے دل کی سرحدی لکیر ہے

کیونکہ یہ میرے وطن کی امیر ہے

اے ہند! تیرے لیے یہ حقیر ہے

مگر میرے لیے یہ قُرآن کی تفسیر ہے


Yeh wadi Kashmir hai

Yeh Janat Nazeer Hai

Yeh Wadi meri Taqdeer hai

Kyu k Yeh meri Jhageer hai

Yeh Mery Khawabon Ki tabeer hai.

Isi se to zinda mera zameer hai.

yeh mery watan ki  sharhadi lakeer hai.

Kyu ke yeh mery watan ki ameer hai.

Ay Hind, tery liye yeh haqeer hai.

mgr mery liye yeh Quran ki tafseer hai..


مانا کہ یہ تیرے ظلم کی اسیر ہے

مگر سن لے،یہ میری توقیر ہے

اب یاد رکھ،اے دشمنِ اسلام!

یہ اسلام کی جاگیر ہے

یہ میرا کشمیر ہے

اور بس میری ہی جاگیر ہے

کیونکہ یہ صرف میرے اسلام کی ہی جاگیر ہے


۔

Mana yeh tery zulam ki aseer hai

mgr sun ly yeh meri toqer hai

ab yad rkh ay dushman ay islam

yeh islam ki jhager hai

Yeh mera kashmir hai

Aur bas yeh meri he jhageer hai

Ku k yeh mery Islam ki jhagheer ha..

 

 

 

About the author

Muhammad Qasim

Muhammad Qasim, founder of Shaheen ebooks website, which is an online ebooks library serving Urdu books, novels, and dramas to the global Urdu reading community for the last 3 years (since 2018. Shaheenebooks.com.

Leave a Comment