Jaun Aliya Poetry- Urdu Poetry

Jaun Aliya Poetry- Urdu Poetry

Urdu Poetry

Urdu Shayari – Sad Urdu Poetry

People read Sad Urdu and Hindi Shayari with great passion we have many good poets,. who wrote excellent  Sad Urdu poetry. if we look at sad Urdu poetry read and write in our culture. we are going to share with you Sad Urdu Shayari – Khushbo Urdu Poetry. Read the best Sad Urdu Shayari largest collection by categories like love shairy, sad Poetry…

 

Ham Ney Jana ,To Ham Ney Yeh Jana…

Jo Nahee Hai, Wo khoobsoorat Hai…..

 

Subha Uth’thy He Sadqa dia

Bichar Rahy Thy tum Khawab Main!

 

Kisi Sey Koi Khafa Nahee Raha Abh To

Gila Kro K Gila Bhee Nahee Raha Abh To

 

Aoo Mil Kr Chandni Rat Main Rang-e-Sukhn Gholty Hain

Tum Nahee Bolti ho? Ab Ham Bhee Nahee Bolain Gain

 

Shram, Wehsat, pareshani, 

Naaz Sey Kam Q Nahee Leti

Aap, Jee, Magar, yeh Sb Kia Hai

Tum Mera Naam Q Nahee Leti

 

Meri Samajh Sey Bahar Hai….

Mery Andar Baitha Huwa Shakhs

 

Sirf Sochy Hain, Kr k Nahee Daikhy

Mery Saary Gunah Adhoory Hain

 

Parkha——Bht Gaya Mujhe

—–Lekin Samjha Nahee Gaya

 

Sharam Hai Apni Bar Bari Ki

Be-Sabab Bar Bar Thy Ham To

 

Sari Dunya K Gham Hain Gham Mery

main Bhee Akhir Kisi Ka Gham Tehroo’n

 

Main Hun Uss Shehar Main Muqeem Jahan

Apny Hony Sey Log Darty Hain

 

Kch Bhee Kia Ho Ham Ney, Kaheen Bhee Gaey Hoon Ham

Had Sey Tumhari Yad Ki Bahir Gaey Hain Kia…………?

 

Yaani Kia Kch Bhula diya Ham Ney

Abh To Ham Khud Sey Darty Rehty Hain

 

Ham ney Kia Chand Keh Diya Tum Ko

Aasmaan Par He Tik Gaey Tum To…….

 

Kitni Dilkash Ho Tum, Kitna dil Jo Hun Main

Kia Sitam Hai k Ham Log Mar Jaen Gain,,,,,,

 

itni Khamoshi Achi Nahee Janab

Kch Bat Kijiyee, kch Dard Dijiyee

 

 

→   Urdu and Hindi Poetry Books

 

Leave a Comment