Urdu Love Poetry

Romantic Urdu Love Poetry

Urdu Love Poetry

 

Love Urdu Shayari Status

People read Love Urdu and Hindi Shayari with great passion we have many good poets,. who wrote excellent  Love Urdu poetry status. if we look at Love Urdu poetry read and write in our culture. we are going to share with you Sad Urdu Shayari – Khushbo Urdu Poetry. Read the best Sad Urdu Shayari largest collection by categories like love shairy, 

If you are looking for something other then Love Urdu poetry, so tell us about your choice, so we will upload it here for your choice.

If you like to write Urdu poetry and you want to share then please send us your Urdu Poetry we will publish with your name.

Uss Ney Aik Khass Tanasub Sey Muhabbat Banti

Mery Hissy Main… Hamesha He Dilaasey Aaey…..

 

Chaey K Cup Main Phool Baijhay Hain

Chaey K Bahany Izhaar e Muhabbat Acha Hai

 

Hai Muhabbat Hayyat Ki Lazat

Warna Kch Lazat e Hayat Nahee

Kia Ijazat Hai…. Aik Baat Kahun?

Wo, Magar, Kahair Koi Baat Nahee

 

Be Parwah Muhabbat Hai Mujhe

Aik La Parwah Shakhs Sey…………!

 

Yeh Muhabbat K Haadsy Aksar Diloo’n Ko Tor Dety Hain

Tum Manzil Ki Bat Krty Ho, Log Rahoo’n Main Chor Dety Hain

 

Abh Chor Diya “Ishq” Ka School Main Ney

Mujh Sey Abh ” Muhabbat” KI Fees Ada Nahee Hoti

 

Abh Itna Bhee Sadgee Ka Zamana Nahee Raha

Tum Waqt Guzaro Or Ham Muhabbat Samjahin

 

Suna Hai Muhabbat Kr Li Hai Tum Ney,,,,,,,,,,,,,,,

Abh Kahan Milo Gy? Pagal Khany Ya Meh Khany

Wo Azmaaey Ga Dunya Ki Har Muhabbat Dikha Kr

Phr Poochy ga Bata Kon Hai Tera Mery Siwa……….?

 

Jagny Jagany Ki Bhee Aaadat Ho Jaey

Kash Tujh Ko Kisi Shair Sey Muhabbat Ho Jaey

 

Zara Si Baat Hoti Hai To Tanha Chor jaty Hain

Muhabbat Kr K Loguu Sey Shanmbhali Q Nahee jati

 

Barish Ki Barasti Boondoo’n Ney Jabh Dastak Dii Darwazy Par

Mehsoos Huwa Tum Guzry Ho, Andaaz Tumhary Jeca Tha

 

Muhabbat To “Oroon” Sey Bhee Mily Ge Apko

Aaap Ko yaad Aen gain Adaab Mery

 

“Muhabbat” Sey Dil Bhara Jaa Skta Hai Lekin

Rooh Ko Zaroorat “IZaat” Ki Hoti Hai

 

Nadaaaniyaa’n Jhalakti Hain Meri Aadatoo’n Sey

main Heran Hun Mujhe Muhabbat Hui Kecy

 

Magar Tum Sey Seekha , Muhabbat Bhee Ho To

Dagha Kijiyegaa,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,mukar Jaiye Ga

 

Suno! Muhabbat Nahee Aati Naaa Tumhain

Reham To Ata Ho Ga, Wohee Kr Lo Ham Par

 

Sabaq Jabh Yaad krta Hun To Khud Ko Bhool Jata Hun

Mazaameeen e Muhabbat Main, Kitaab Ulti, nisaab Ulta

 

Jazby Sachy Hoon To Mil He JAti Hai Muhabbat

Khuda Khud He Sun Leta Hai Khamosh Diloo’n Ki Iltajaen

 

Mubarak Ho Aaap Ki Muhabbat Ney

Hansty Hwey Insaan Ki Dunya Ujaar Di

 

Muhabbat Ka Kitna Ajeeb Rishta Hai Sahab

Dil Takleef Main HAi or Takleef Deny Wala Dil Main

 

Be Qasoor Bhee thy uss Ki Muhabbat K wafadar Bhee Thy

Yaar Bhee Rootha, Sath Bhee Choota Or Dil Bhee Toota

 

Jo Tum Ney Kbhee Ki He Nahee

mujhe Wo Muhabbat Udass Rakhtii Hai

 

Choti Umar Diyaaa’n Muhabbata’n

Rog Pakky Laa Jandiyaa’n Ney

 

Apni He Muhabbat Sey Mukarna Para Mujhe

Jabh Daikha Ussy Rota Kisi or K Liyee

 

Urdu Love Poetry Status 

In the 20th Century, the use of Whatsapp has become widespread. in addition to the use of  Whatsapp, it is quite common to apply for daily Whatsapp status. so we are sharing with you the best Urdu poetry Whatsapp status…currently, we are sharing here love Urdu poetry Whatsapp status. if you want any other you can also visit further Sad Urdu poetry WhatsApp status,  Emotional Urdu poetry status, and Birthday wish Poetry.

 

 

Dekho Kisi Our ki ankhain Hain ke meri hain

Dekho yeh Kisi Our ka Chera hai Ke Tum Ho

 

Ab Kar Ke Faramosh To Nashad Karoge
Par Hum Jo Na Honge To Bohut Yaad Karoge

 

Un Ke Dekhe Se Jo Aa Jaati Hai Munh Par Ronaq
Wo Samajhte Hain K Bimar KA Haal Achaa Hai

 

Log Kehte Hain Tum Thora Badal Gaye Ho,
Batao Tute Huye Pattay Rang Bhi Na Badle Kya?

 

Tum Hee Se Raaste Milte Hain Jaa Kar
Tum Hee Toh Ho Koi Dil Mein Agar Hai
Teri Tasveer Ko Chune Se Pehle
Teri Pakeezgi Mad-e-Nazar Hai

 

Mar Ke Toh Mati Ne Mati Se Hee Mil Jaana Hai,

Kyun Na Hum Do Mati Aik Dusre Per Mit Jayein

 

Lafz Ishaare Kareinge Jaane Ka,

Per Tum Aankhen Parh Ke Ruk Jaana

 

♥ Next Page

 

 

→  Jaun Aliya Urdu Poetry

→   Urdu and Hindi Poetry Books

 

 

Leave a Comment