Urdu Shayari – Chaey Urdu Poetry
People read Urdu and Hindi Shayari with great passion we have many good poets,. who wrote excellent Urdu poetry. if we look at Urdu poetry read and write in our culture. we are going to share with you Urdu Shayari – Khushbo Urdu Poetry. Read the best Urdu Shayari largest collection by categories like love shairy, sad Poetry…
Hai Ajab Lafz Yeh Chaey Bhee…
Jis Main Chah Bhee Hai Or Haey Bhee…..
Tumhain Uljhan Hai Chaey Sey?
  Mujhe Phr Bhool Jao Tum……
Tum Chaey Ki Bat Krty Ho ?
Ham To Batain Bhee Kamal Ki krty Hain
Yeh Ishq Key Staey Hwey Malang Aabii…
Kat’ty Hain Hijar Apna Cahey Khanoo Main
Aaj Phr Khayaloo Main Aa’n Basy Ho Tum….
Aaj Phr Rat Ki Chaey Tumhary Naam….
Ik Zara Hosh Main Aa Lun To Koi Bat Kru…
Dil Ki Darkhan Ko Sanbhaloo To Koi Bat Kruu…
Saqiya Bat Bhee Krny Ki Abhee Tab Nahee….
Chaey Hontoo Sey Laga Lun To Koi Bat Kruu……
Aik Fatwa Chey Waloo Par….
Ham Chaey Ko Jaan Kehty Hain…..
Chaey Thandi Hony Main
Ik Baras Guzarny Main
Sans Ruk Jany Main
Dair Kitni Lagti Hai…..
Chaey KA Cup Tha Or Tumhari Yad Achanak
Bhula Baiatha Main Khud Ko, Jala Baitha Main Khud Ko
Chaey Meri Zindagee Main LAzim hai Aicy
Aashiq Key Liye Mehboob Ka deedar Ho Jecy
Ghaibana Shareek Kr Key Tujhe
Aik Chuski Bhari Hai Chaey Ki….
ley Ao Chaey Or Yahan Rakh Do
Or Baitho Mery Samny, Daikho Meri Aankhoo Main
Or Batao Mujhe Kis Ki Zaroorat Hai?
Tumhari?                        Ya Is Chaey Ki?
Kitny Dukh Dard Aqeedat Main Chaly Aaty Hain
Jab Chaey Ka Cup Ham Teri Yad Main Uthaty Hain
Yeh Chaey Kahnoo Ki Maizoo Pey
Qehqahoon Key Shareek
Diloo Main Jhank Kr Daikho….
To Sab Key Sab Tanha…………
Chaey Ka Zaiqa Nahee Ata……
Kch Dinoo Sey Hafa Hafa Hai Koi
Kaho To Keci Lagtii Hai????
Wo Chey Jo Hamary Bghair Peety Ho…..
Hamen To Chaey Ka Sahara Hai
Warna Tum To Ly Dooby Thy Hamen
→  Urdu and Hindi Poetry Books