Poetry Urdu Poetry Urdu Shayari

Urdu Shayari- Sad Urdu Poetry

Sad Poetry

urdu-shayari-sad-urdu-poetry

Urdu Shayari – Sad Urdu Poetry

People read Sad Urdu and Hindi Shayari with great passion we have many good poets,. who wrote excellent  Sad Urdu poetry. if we look at sad Urdu poetry read and write in our culture. we are going to share with you Sad Urdu Shayari – Khushbo Urdu Poetry. Read the best Sad Urdu Shayari largest collection by categories like love shairy, sad Poetry…

 

Bey Hayalii Main Hans Diye Aik Din

Phr Udassi Ney Intaqaam Liya……..!

 

Mujhe Yeh Bat Bohat He Udass Krti Hai

Bigarny Waly Bechary Sudhar He Jaty Hain

 

Bohat Jald Khatam Ho Jaen Gee meri Udasiyan Bhee

Bas Zara Anny  To Do Izraaail Ko

 

Teri Gaflatoo’n Ko Khabar Kahan

Meri Udassiyan Hain Urooj Par

 

Chand Kaliyan Nishat Ki Chun Kr,

Mudatoo Mehw-e-Yass Rehta hun

Tujh Sey Milna Khushee Ki Bat Sahee,

Tujh Sey Mil Kr Udass Rehta Hun

 

Charag-e-Arzoo Ko Zara ……Ahtiyaat Sey Rakhna

K Aaj Rat Chaly Ge Hawa Udassi Ki

 

Tumhari Ankhain Udass Hain Naa?

Main Aik Sitara Pakar K Bhaijun?

 

Ahl-e-Sukhan Ko Uthao, In K Ab Chairo Taar

Dil bht Udass Hai, Suruu’n K Rukh Phairo Yr

 

Tumhary Firqy khushiyoon Waly Hain

Mera Firqa Udass Loguu Ka Hai

 

Khuda Naseeb Kry Un Ko Khushiyan

Jo Ham Ko———–Udass Rakhty Hain

 

Hansi Khushee Udass Rehta Hun

Koi Or Hal Nahee Hai  Weerani Ka

 

Sardiyaan Bad Main Ati Hain 

Shamain Pehly Udass Ho Jati Hain

 

Jo Zara Kisi Ne Chera To Chalak Paren Gain Aansu

Koi Mujh Sey Yeh Na Poochy Mera Dil Udass Q Hai

 

Tu Apni Sanwali Rangat Pey Ho Chali Hai Udass

Zawal-e-husn Ki Wehshat Kisi Haseen Sey Pooch

 

Gardan Hai Khud Kushee K Bahany Talashtii

Har Roz Mujh Sey Kehti Hai K Pankha Udas Hai

 

Tumhain Kia Khabar Jana’n, Ham Udas Logu PAr

Rat K Manzar Kitni Ungliyaan Uthaty Hain

 

 

 

⇒  Next Page 

 

→   Urdu and Hindi Poetry Books

About the author

Muhammad Qasim

Muhammad Qasim, founder of Shaheen ebooks website, which is an online ebooks library serving Urdu books, novels, and dramas to the global Urdu reading community for the last 3 years (since 2018. Shaheenebooks.com.

Leave a Comment